17 August 2007

PAYAR THA...

Mujhe nahi pata kya hai payar
Kyun aur kab kis se ho jaye
Shayaad woh mere pass se
Kabhi gujra he nahi ya bola he nahi
Par aaj mujhe kuch ajeeb sa
Bheega sa ehssas hua hai
Jab tum mere pass
Gumsum bethe the.
Mere jane ke gum mein
Kuch runasa aur chup the
Sirf bol rahi teri bhari aankhe
Sun rahi thi meri bechain dhadkane
Shayad yehi meetha dard, payar tha...................Its me keerti

1 comment:

SANYAS BHI HO SANSAR BHI HO said...

NICE ONE KEERTI JI........WAH


PAYAR - INTJAR - IKRAAR - TAKRAR - BEKRAR - ETBAAR - YE SAB PAYAR KI NAAM HE............

UR THING IS GREAT..............