31 August 2007

याद आया

तेरी बाहों में
सारे
गम भुला
चुपचाप सोना
कानो में बस
तेरे शब्द घुलना
सांसों में तेरी
खुशबू का मीलना
तेरे
पयार के
नशे में सारी
रात गुजरना
हाँ, याद आया जब
रुठ बहुत तू दूर गया.................

कीरती वैदया

30 August 2007

SOYE SAPNE

MERE KUCH SAPNE SOYE HAI
NA JANE VO KYUN KHOYE HAI
HAR ROZ UNHEY JAGATI HUN
PHIR AAP HE BHUJATI HUN
KABHI APNE KO SIMATTI HUN
KABHI AAP HE BIKHARTI HUN
ANKHO MEIN BHARE SITARE HAI
KABHI TOOTE KAR MUJHEY ULGHATEY HAI
DIL MEIN HANSTI TAMANNAYE HAI
KABHI TADAP KAR MUJHEY RULATI HAI

ITS ME KEERTI

KUCH TO BAAT HAI

KUCH TO BAAT HAI
ASE TO NAHI HAI
JO ROZ TU MERI AUR
KHINCHA CHALA ATTA HAI
APNE DARD JO CHUPA
MUJHE HANSANA CHAHTA HAI
ASA TO NAHI KANHAI
JO MERE DIL MEIN HAI
WOH TERE DIL MEIN BHI
PHIR ISE CHUPPI KO
HUM KYUN UDHEY HAI
EK DUJE KO APNE SE HE
CHUPAYE, KAMAOSH JEE RAHE HAI
KIS SAZA KO BHUKTNA HAI
ISE JUDAI KO KYUN JHELNA HAI..... ITS ME KEERTI

29 August 2007

सारी रात

सारी रात टूटते तारो को देखना
सपने पुरे होने की बात कहना
कभी हंसते चांद से जा उलझना
कभी काले मेघा को चले जा कहना
उफ़, पुरी रात तेरा नाम बडबडना
सूरज नीकले तों कुछ ना पाना
बस में ओर मेरा इंतज़ार रह जाना........कीरती वैधया

Aaj bhi apna nahi samajhtey.

Mein to aaj bhi tumhari hun
Bas agar tum ab bhi samjho

Meri subah tere naam par uthey
Meri raat bhi tere yaad par dhaley

Kya koya aur kya paya meine
Par ise dil ke sirf tum jarruat

Har koshish meri nakamyab rahi
Shayad mere payar mein kami rahi

Aaj bhi tere liye tarastey hai
Aur tum aaj bhi apna nahi samajhtey...........

Its Me Keerti

28 August 2007

केसे

केसे कहूंगी तुमसे
की तुम मेरे नही
मैं कीसी ओर को नही
पर कीसी ओर ने
मुझे चुन लीया
केसे तुम्हारा
सामना करुँगी
केसे तुम्हे छोड़
चली जाऊंगी
केसे तुमसे दूर
रह पाऊँगी....

कीरती वैधया

MERE HE REHNA

HAAN, MUJHE SIRF AAP SE PAYAR HAI
WOH SAB MILA HAI AAPSE
KABHI NA MILA KISI AUR SE
KITNA PAYAR DIYA AAPNE
PURI ZINDAGI ISKEY SAHARE
AB SHAYAD GUJUR BHI JAYE
MERI VIRAAN ZINDAGI KE
EK KHAS HISSE HO AAP
AUR RAB SE CHAHATI HUN
BAS AAP MERE HE REHNA...........ITS ME KEERTI

27 August 2007

HOOSH TAK GAWA BETHE

EK ARSA BEETA IS BAAT KO
HUM MILEY AUR MILTEY CHALEY AYE
HALKI HALKI BAATO SE NA JANE
KAB TUMSE DIL LAGA BETHE
EK DOST KE AGEY AUR NA JANE
KAB TUMHE JAAN BANA BETHE
EK CHUBHAN BHI HO TO
TUMHE BATAA DETEY
EK EK LAMHA TERE PAYAR MEIN
HUM DUNIYA KO BHULA BETHE
IS KADAR TERE JUNNON MEIN DIWANE
APNA HOOSH TAK GAWA BETHE............................ITS ME KEERTI

JAB APNA KOI LAGEY

shabnami gulabo se kabhi
zindagee nahi mehakti
sirf ye ek bahana hai
jab koi paas hota hai

rangeen asmaa ke jagmag kabhi
haseen nahi hoti
sirf ye ek bahana hai
jab kisi se payar hota hai

fiza ke mausam kabhi
dil pe utarta nahi
sir ye ek bahana hai
jab koi dil ko apna lagta hai......its me keerti

उसे भी खोया

कभी अकेली बेठ सोचती हूँ
तेरे पयार में कया पाया

अपनी हर ख़ुशी का साथी बना
अपने को ही तनहा कीया

अचछी थी ये सुनी जिन्दगी
तुझे हमदम बना सब बरबाद कीया

खुशनुमा सुबह सी मुस्कुराती थी
तेरे आने पे बुझा दीया तों पाया

कीसे के आने का इंतज़ार था
तेरे जाने के बाद उसे भी खोया

कीर्ती वैदया

शब्द ओर वाक्य

शब्द चीखा ओर चुप हो गया
वाक्य को ये बात नही पता

जबरदस्ती घसीट खडा कीया, शब्द
अधमरी हालत का शीकार जेसे हुआ

एक मीठी खीली हंसा, वाक्य
प्रसन वो अपनी वीजय से

इक ठंडी सांस भर, शब्द
शांत हुआ ओर वाक्य मे समाया

अपने को मीटा वाक्य को जगा गया...

कीरती वैधया....

25 August 2007

अपनी कहानी

सुलगती हुई आग इस दील में है
पुरानी यादो को कभी जलाती है

ना जाने कीस दरद की पीटारी
इक इक सांस भी लगती भारी

ना सुकून का कोई कीनारा
ना हवाओ में कोई अफसाना

सूखे पतों सी उड़ती जिन्दगी
दर दर भटकती ये चीखती

ना कभी कोई नया मोड आये
ना कोई कीनारा नज़र आये

बस खीसक्ती तों कभी सीसकती
कदम बढ़ा रही ये जिन्दगी

कीरती वैद्या.......


PAYAR

MAHI KIS NASHE KE PUDI
KHILYAI APNI JAAN KO

TERE NAAM KE SIWA AB
NA RAHE KUCH YAAD AB

PHOOL PAYAR KE SAMBHALO KASE
INKE KHUSHBO SE YE JISM MAHAKEY'

ISHQ KE EHSAAS KO CHUPAO KASE
CHAHARE SE PAYAR KA NOOR CHALKEY............ITS ME KEERTI

24 August 2007

RAB AUR MEIN

EK SAPNA HAI ANKHOO MEIN
JAB JAO ISE DUNIYA SE
RAKH DENA SAATH
MERI SARI KAHANYIA
SARI UMAR KUCH KAMAYA NAHI
BAS YEHI DHARODHAR
SHASH AB MERE PAAS
MERE KUCH PANNE AUR EHSAAS
LEY JAUNGI INHEY
MEIN APNE SAATH
RAB PUCHEGA MERE
KARMO KA HISSAB
BIN BOLE THAMA DUNGI
PANNO KO UNKEY HAATH....................

ITS ME KEERTI

DARD KO SAMEATA

MEINE KAI SHABDO KO JODA
AUR EK PANKTEE BANAYI
ADAHEY ADHURE KUCH
TOOTEY FHUTHE SAPNE JOD
KUCH KAHANYIO KO SEENCHA
BHIKHRI BICHDAI YADEYE
ALAG THLAG VICHAR
EK MALA MEIN BANDHA
SAMJHE SAKO TO SAMJH LENA
NA JANE KIS DARD KO SAMEATA....

It's Me Keerti

23 August 2007

TUMSE SEEKHA


PAYAR KA HAI MEINE SIRF TUMSE JANA
ZINDAGI KE RANGO KO TUMSE PECHANA
JEENE KA WAJAH KYA TUMNE SHEEKHAYA
HANSNE KA ANDAZ TUMNE BATAYA
DUKHO KO BHULANA TUMNE SAMJHAYA..ITS ME KEERTI

TERE PAYAR MEIN

Sagar se kuch moti paye hai
Tere payar mein....................
Dhahkte dino se angarey paye hai
Tere payar mein.....................
Virkasho se sukhe paat paye hai
Tere payar mein....................
Bhikri him se tandhak paye hai
Tere paar mein........................

Its me keerti

CHUTPUT-6

Na chedo ye hawao
Na hansao ye ghatayo
Khili khili dhup na pucho naam
Thandhi thandi shammo na pucho kaam
Mein na koi asmaa ke rani
Mein to bas apne dil ke pari...............Keerti Vaidya

PREM GEET

Sahbdo ko uljha suljha
Banaya ek prem geet
Kuch pushpo ke mahak
Kuch parindo ke chahak
Sajaya ek prem geet
Kuch rango ke ragani
Kuch dhuno ke sargami
Nikhara ek prem geet
Kuch sitaro ke baatey
Kuch dhadkno ke mulakatey
Gungnaya ek prem geet

Its me Keerti

Prem Ka Izhaar


Mujhe payar hai tumse
Kya ye jatlana hoga
Ankhoo ko rula, suja
Kaho kase tumhe ye
Payar dikhana hoga
Jarruri to nahi, Unne
Teen veedashi akhro ko
Hontho pey lana hoga
Kya prem ke bhasa
Tum dil se nahi
Samajh saktey
Siye hontho ko
Izhaar nahi Maantey
Tere agey jukhey
Sar ko Prem nahi mantey
Bolo na Kase karo
Apne prem ka izhaar.........Its me keerti

21 August 2007

BAAL GEET- KAMAL KA PHOOL

KAMAL KA PHOOL THA
PANI MEIN KHILA THA
DEKHO USKO,
SAB LOG....
DIKHTA VO BHUT SUNDER
TABHI EK HAATHI
TAMTAM KARTA AYA
USNE PHOOL KO THODA
AUR FANK DIYA
BADA BURA USNE KAAM KIYA.......SUBIR SOOD.

BAAL GEET-HAATHI

EK HAATHI AYA
NANHA SA VO MOTA
USKO LIKHNA ATAA
VO HAI BADA SUNDER
REHTA HAMESHA
HUMKEY SAATH
PHIR EK DIN
EK AUR HAATHI AYA
CHAAL PADE DONO
PAKAD HAATH....................SUBIR SOOD

BAAL GEET (WIRTTEN BY SUBIR)

BANTY

BANTY CHALA BASTA UTHA
JALDI SE APNE SCHOOL
UDTA UDTA AYA KANAHI SE
EK NANHA RUYI KA PHOOL
HAATH MEIN PAKAD
KIYA MUTHI MEIN BANDH
ANKHI KO APNI MEENCH
HAATH KHOL KIYA FURRR
RUYI KO KIYA HAWA MEIN GUL
THORA SA HANSA
PAYARA DUBLA BANTY
CHAL DIYA FIR APNE SCHOOL.........

(YEH POEM MERE NEPHEW SUBIR NE GA GA KAR MUJHE KHA MASSI DEKHO MEIN BHI EK POEM LIKHI HAI..AAP ISE POST KAR DENA)

Acha Bahana

Acha hai ab hum miltey nahi
Dil ke batao ka jo silsila hai
Ab vo hum karety nahi
Raah mein kabhi takraa jaye
Ek duje ko dekh muskuratey nahi
Acha bahana hai juda hone ka
Mein use aur vo mujhe bhu jaye
Kabhi bhul kar bhi ab vo paas na aye.

Its me Keerti

20 August 2007

Chali ye jo pawan(song)

Chali ye jo pawan
Kuch to bole sajan

Sun ley iski tu dhun
Preet ke baat bole
Dhikaye payar ke rang
Kuch to bole ye sab

Haan, Chali ye jo pawan
Kuch to bole sajan................................

Udda ley jaye aanchaal
Chuye tera bhi maan
Payri lagey ye mulkatey
Chahye maan ase he pal

Haan, Chali ye jo pawan
Kuch to bole sajan................................

Mehake lagtey ye din
Bhaki lagtee ye raatey
Jab miltey hai hum
Jab Bichadtey hai hum

Haan, Chali ye jo pawan
Kuch to bole sajan................................

Chand chandni ka saath
Bahar phoolo ka saath
Aur tera mera ye saath
Kitna payara ye khwaab

Haan, Chali ye jo pawan
Kuch to bole sajan................................

Its me Keerti

PAYAR KA NATAK

Payar ka natak karna mujhe aya nahi
Tumhe apne dil ka haal bataya bhi nahi
Kase tumhe samjhao mein koi adakara nahi
Rokey hanskey mujhe patana aya nahi
Apna haq kabhi jataya he nahi
Shayad tabhi tu kuch samjha nahi
Ache dost ke agey mujhe kuch mana he nahi......

Its me keerti

मुकत कर दो

सुस्त कदमो सी चलती जिंदगी के
क्या तुम सारथी हो

हाँ, तो ठहर जाओ यंही
इसे बेसुरे वहान की
सवारी मैं नही.......

बेढब ढ़ोते बोझे की तरह
कृपा मुझे ना ढोयो
मैं कोई वसतु नही......

अपने चक्रवयहू में
मुझे ना पीसो
मैं नीरजीव समान नही...........

हे सारथी यंही रुक जाओ
अनयथा मेरी आत्मा को
मुझे से मुकत कर दो......................

कीर्ती वैधया..

THORA PAYAR

SITAM NA DHA YAAR
KABHI TO MIL JAA

HAR SUBAH BAN SHABNAM
KARTI TERA INTZAAR

DIN DHALE BANU JAAM
CHATAK JAYE YE ANSOO

YAAR ITNA TO MAT TADPA
KABHI TO APNA MAAN

CHAAR DIN KE ZINDAGI MEIN
APNA THORA PAYAR DEJAA.........ITS ME KEERTI

KABHI TO

Sadiyo ke ye payas
Aur tum pani ke boond
Kabhi to lag jao hontho se....

Thandhi sukhee sunee shameye
Aur tum kushiyo ka chiraag
Kabhi to shammo ko roshan karo.......

Sukhi banjar ye bhumi
Aur tum raang bahre amber
Kabhi to seene laga karo..........

Khali kora kagaz ka tukda
Aur tum payar bhare chitrakaar
Kabhi to apne rang bharo...........

Its me Keerti....

18 August 2007

ASA KYA HUA...

Acha jee aaj itna payar kyun
Maine to kha nahi mere saath chalo

Har Bat pey behas kartey ho
Phir aaj yeh meharbani kase

Bhut khoob ye phoolo ka Gucha
Par aaj ley aye inhe pane saath

Kabhi koi rang mujhpe jamta nahi
Phir aaj ye Taatif kuch jami nahi

Acha ab bata bhi do
Asa kya hua......................Its me Keerti

17 August 2007

PAYAR THA...

Mujhe nahi pata kya hai payar
Kyun aur kab kis se ho jaye
Shayaad woh mere pass se
Kabhi gujra he nahi ya bola he nahi
Par aaj mujhe kuch ajeeb sa
Bheega sa ehssas hua hai
Jab tum mere pass
Gumsum bethe the.
Mere jane ke gum mein
Kuch runasa aur chup the
Sirf bol rahi teri bhari aankhe
Sun rahi thi meri bechain dhadkane
Shayad yehi meetha dard, payar tha...................Its me keerti

16 August 2007

MY FIRST STORY....

Yeh meri pehali mulkaat hai, Bahar resturant ke karti uska intzaar,Abhi barish thami hai
Halki hawa se udtey Anchaal ko sambhalti tu kabhi to kabhi mathe pey atey baalo ko theek karti.
Hi....mein Rahul...pehchana apne.....ek tak dekhti rahi mein...ufff to ye hai mera peechle dus mahene purna net freind.....mere dil ke dhadkan, mere kahaniyo ke jaan...meri zindagi ka ek hissa.....Neha, kya hum ase he abahr kadhey rehange.....mein jaise neend se jaagi..haan chalo na ander betjhte hai........Kone ke ek shaant table, mein aur mera Rahul...Hansta sa uska chehra, Payara sa raang...Theek jaaise roz raat khwaab mein dekhti hun mein.....Phirek baar kho gayi jaise....

Lo tumhari choclates, Jiski tum zid haar baar kiya karti ho..haan...thnxs ..Acha aur meri taraf se yeh diary jisme meri sari kahaniya bandh hai apkey liye.....Kabhi fursat mein padh lena

Acha Neha yeh to bataoo ....aaj asa kya hua hai jo tumne mujhe yahan bulaya hai...Dhak se meri saans ruki aur aye..nazar jhukaye aur ek he saans mein bol gayi...Rahul, mein ab aapse kabhi baat nahi kar paungi..aur na aaj ke baad kabhi mil paungi...mein ise shaher se he ja rahi hun..aaj shaam meri Mehandi ke rasam hai.............means meri shaadi hai......

Aur apna bag utha wahan se baag ayee.....peechey chore ayi....choclates, apni kahaniya...apni yadein aur apna Rahul...

Bahar ka mausam saa ho gaya tha...Bus ab meri aankho ke barsaat the jo tham nahi nahi rahi thi.......

Its me Keerti

GUJARISH

Chand roz ke yeh zindaagi
Chand lamho ka tera saath

Kaafi ha jeene ke liye
Muskurati shaamo ka saath

Bas ek gujarish hai
Mere paas he rehnaa

Kabhi Na jana chore mujhe
Jab tak meri saanse bandh na ho

Bole na, Mahi rehoge na mere sang......

Its me Keerti Vaidya

14 August 2007

Ek tadap

Ek tadap hai tera payar
Jo chaha kar bhi na Bhule
Jo bhule kar bhi na mitey
Ankhoo ke barsat bhi tumse
Zindagi ke bahar bhi tumse
Kasa jeena sanam tere bina
Kasa marna jaan tere bina.......Its me keerti

WORDS OF MY TRUE FREIND

hi keerti
meri zindgi ka shayad tum woh blank paper ho jis pe
main likh sakta hu
tumhe rula sakta hu
tumhare aansoo pooch sakta hu
its me nitin

13 August 2007

Zindagi kabhi kushi to kabhi dard

Zindagi kabhi kushi to kabhi dard

Jisne hans ke jee uskey liye zannat
Jisne ro ke jee uskey liye sirf kantey
Payar paya to sab paa liya jaise
Kho diya to sab tabha ho gaya jaise
Kabhi laati hai sahbnami bahar
Kabhi hisse aye bas sukhe khwaab
Har waqat ek nayi karwat lati ye zindagi
Har Mod pey khadi liye ewk nayi kahani
Kab bha ley jaye yeh lahare
Kab kis Sahil pe chore dey ye zindagi..................

Its me Keerti

10 August 2007

पुराने ख़त

कुछ पुराने ख़त संभाले है
यादो का खज़ाना वो

मोहब्बत के बेहतरीन दीनो
का खास अफसाना वो

कुछ नर्म दीनो के बाते
खीलखीलाते लमहों के बाते वो

खुबसूरत मीठे मदहोशी
भरे दीलो की कहानीया वो

सुनहरे सुर्ख रंगो से
भरे जज़बात वो

काश इनके साथ ही कट जाये
अब बचे ये तनहा दीन ........


कीर्ती वैद्या.................................

Judai kabhi rulati to kabhi tadpati hai

Judai kabhi rulati to kabhi tadpati hai
Dil mein quiad yadeeye
Kabhi hansati to kabhi anso ban jati hai
Ek chatpthaat rehati hai
Raato ko Kabhi jagati to kabhi jalaati hai...
Sukan ka ek pal nahi milta
Zindagi kabhi payas to kabhi aagni banti hai............

Keerti Vaidya

HUM JUDA HO GAYE

Na meine kha ke kabhi hum juda ho jaye
Na tumne kha ke kabhi hum juda ho jaye
Phir bhi bin boley kabhi hum juda ho gaye
Shayad ye humara naseeb ke hum juda ho gaye
Ya fir zindagi ka ek mod tha ke hum juda ho gaye
Ya fir koi bandhan the ke hum juda ho gaye........

Its me keerti

9 August 2007

Acha lagta hai tera saath

Acha lagta hai tera saath
Chup chaap gumsum ek payra ehsaas


Sari sari raat neele asmaa tale
Ek tak taro ko dekhna
Bina ek bol bole
Seeney pay sar rakhey

Tera saath acha lagta hai..............


Sard raatey, suni sadak pey

Khamoshi odhe chaltey rehnaa

Ek duje ka haath thamey

Apni he duniya mein khoye

Tera saath acha lagta hai..............


Garm raatey, sagar ke kinarey

Muskurate, ek duje mein khoye
Leharo se apne ko bheegatey
Teri baaho mein ankhee bandh karna

Tera saath acha lagta hai..............



Narm thandi barf ke gole bana
Tum par fankna aur tumhari woh narajagi
Meri bha pakad kehna abhi bata ta hun
Mere Galo par thandhi barf lagana

Tera saath acha lagta hai..............



Bheegi Bheegi Rimzim mein

Ek he chathey ko udhna
Kabhi mera to kabhi tumhara bheegna
Aur na jane kya kya keh jana

Tera saath acha lagta hai..............


Its me keerti

8 August 2007

लाश

कठघरे में खडी एक लाश
सेंक्ड़ौ सवालो की बोछार
क्यों, अपने ही सीनदुर का
कीया बेदरदी से खून..........................

लाश जोरो से हंसी,
चारो ओर सनाटा छाया
इक सांस में वो जो बोली
सुनीये आप भी उसके अलफाज़.....................

अठर्हा साल की थी जब
बीन पूछे थमायी गयी
इक अजनबी के हाथ डोर
शायाद ये इक रस्म रीवाज़

पुरे बारह साल उसके आंगन
कठपुतली की तरह नाचती रही
बदले में मीलता तीरसकार
ओर दीन की दो सूखी रोटी

माना की मैं घर के बहु
जीसका ना अपना कोई असतीतव
पर इक अपना वजूद तों है
मंजूर नही था की जीन्दा जलु

हाँ उठ्या मैंने इक बेदर्द कदम
अपने अत्याचारो का लीया बदला
जो मुझे जलाना चाहता था, उसे मैंने ही
उठा दीया इस दुनीया से

हाँ मानती हूँ अब ये बात
सडी बरसो पुरानी मैं इक लाश
इक बार फिर मुझे मार दो
अब परवाह नही चाहे ज़ीन्दा जला दो.................................

कीर्ती वैध्या

पाकर तुझे

पाकर तुझे सब पा लीया
हवायो
में जैसे घुल गया रंग

औंस की हलकी बूंदो सा नम
भीगे पयार का ये दीवानापन

ना
जाने अब कहां ले चले
उडती पतंग सा मेरा मन

खनकती जाम सा असर
बहके दील तेरे नाम पर


कीरती वैदया......

7 August 2007

बोलो ना

क्योँ, जानना है
मेरे दील मैं कया है
क्यों, कीस बात की
परवाह तुम्हे है
ग़र बता भी दूँ या
तुम्हे पता भी चल जाये
दे पायोगे मेरा साथ
अपने प्यार का सारा एहसास
रह पायोगे मेरे ही होकर
बोलो ना तुम हो मेरे हमसफ़र....

कीर्ती वैध्या

KYA HO TUM

Zindagi ke sabse haseen khwab ho tum
Payar ke dhealeez ke phale padaav ho tum
Ek sukun bhare ashrray ho tum
Mere payare se ehssas ho tum
Prem ka madhur raag ho tum
Darakhto pey khile phuspo ke mahak ho tum
Kabhi to samjho mere liye kya ho tum......................Its me keerti

6 August 2007

अछा लगता है

भीड़ से अलग
चुपचाप रहना
अछा लगता है

अपनी सुनी दुनीया को
तेरी यादो के संग बुनना
अछा लगता है

चांद के झूले में
तेरा हाथ पकड़ चलना
अछा लगता है

इंदरधनुषी अस्मा में
अपने पयार का रंग भरना
अछा लगता है

हाँ, इन सूनेपन के संग
तेरी मधुर बातो का संग
अचा लगता है.......................

कीर्ती वैध्या

क्यों कोई मीलता है

क्यों कोई मीलता है
जब उसे जाना ही होता है

आता है तों ना जाने
कीत्ने रंग भरता है

सपनो का घरोंदा बना
तीत्लीयो से रंग बीखेर्ता है

एक अजीब सा सुकून
चारो ओर रहता है

महकते फूलो की खुशबू
दामन मे खीला जाता है

चांदनी रातो की चमक ला
ज़ींदगी में नया नूर लाता है

फीर क्यों चला जाता है
वो यूं तनहा छोड़......................

कीर्ती वैध्या

ना जाया करो

एक उदासी छा जाती है
जब तुम पास नही होते

हवा का आना जाना भी
बेरुखा सा लगता है

ये काले बादल भी लगे जेसे
मेरी ज़ींदगी को श्याम कर गए

सारे रंग फीके लगे
तुम्हारे बीना सब अधूरा

सखीयो का हँसना भी
कुछ चीडाता लगे

बेमानी सी इस ज़ींदगी के
सीरफ तुम ही तों एक साथी

ना जाया करो दूर कभी
मुझे यूं अकेला छोड़ ..................

कीर्ती वैध्या

4 August 2007

YAADEIN

Sunhare patto pey
Likhi kuch kahaniya,
Kuch khatti kuch meethi,
Kabhi hansati kabhi rulati...........

Purane chawal dekhe kabhi
Na janne, kyun ache lagtey
Inkee mahak mein
Kuch yaddein shayad sheash.............


Chupchaap khali bethna
Kai ganthe na jaane kyun
Khamosh, apne ko he dhundna
Na jane kahan chale gaye woh pal....................


Bandh sandook mein
Ek purana gulabi dupatta
Na jaaney kya kya yaad dila gaya
Phir seene se laga usse sambhaal liya.................

Kareene se rakhi kitabey
Dhool chadhi ek kitaab kholna
Sukhee phoolo ka hatho mein ana
Kuch chup yaadeino ka hawa mein ghul jana.............


Its Me Keerti Vaidya

3 August 2007

KABHI TO MANNO APNA


Kyun Kyun Kyun
Har waqt ek he sawaal jehan pey

Saath chahate ho hamesha mera
Par mere saath nahi ho tum

Mohabbat kartay ho mujhe se
Par izhaar karte nahi ho tum


Chahate ho apni ruh se bhi jayda

Par dil mein he chupate ho tum

Rotey ho mere liye
Par surkh aankhe dikhate nahi ho tum

Har baat pe kasame do
aur lo
Par kabhi apna to manno tum

Judaai se darte ho

Par kabhi to apna mujhe banao tum.....................

Its Me Keerti Vaidya................

DILL DA HAAL

Na puchyaa karo saadhe dill da haal yaro
labheygi sirf khali sharab diya botllaa
naal bhari do pani diya koliya........


Its Me keerti

1 August 2007

खुशीया


आज मेरे हीसे कुछ खुशीया आयी
मैंने कहा, सुनो आज
तुम्हे
केसे मेरी याद आयी...........

वो मुस्कुरा, थोडा हंसती बोली
उनहोने तुम्हारे लीय
हमे यंहा भेजा हें...........

अचछा जी, वो खुद क्यों ना आये
कीतने
दीन बीते देखा भी नही
बोलो
बोलो ये तो बताओ..............

वो मेरे आगे पीछे घुमी
वो तो तुम्हारे दील में पगली
हम तो उनके पीछे पीछे आयी....................

कीर्ती वैध्या.........