17 July 2007

TUM

Sukun bhara tera payar

Ruh tak bheegi ise ehsaas mein

Payse labo ke aas tum

Pani ki meethi boond tum

Sune diyo ke roshini tum

Kajal se thandak tum

Zindagi jeene ke kiran tum

Navjeewan ke jyoti tum

Likhne ke kalam tum

Ek payare se kaagaz tum

Sabkuch adhoora mera tere bin

Preet kya payar bhi tum…its me Keerti

1 comment:

deepak said...

Jiwan ki kavita hai yeh. Ek aboojh paheli ke mafiq apane bhiter bahut sare artho ko kholti hui. Adbhut kavita hai.