अपने आस-पास जो महसूस करती हूँ.....शब्दो में उन्हे बाँध देती हूँ....मुझे लिखने की सारी प्रेणना, मेरे मित्र नितिन से मिलती है.... शुक्रिया नितिन, तुम मेरे साथ हो....
31 July 2007
जुदाई
हर पल की ये तनहाई
ढ़्ढ़ूँ तुम्हे अब कहां
पूंछू कीसे अब तू कहां
पाय्रे तेरे वो मीठे बोल
गूंगे अब ये दीन मेरे
तनहाई भरी सूनी राते
तडफाये तो कन्हु कीसको
संग जीने मरने की कसमे
तोडी तुने बीन पूछे, समझे
जलाती तेरी बेरहम यादे
जलाऊ तू जलती नही यादे
चुप चुप सी ये ज़ींदगी
खामोश लवो की कहानी
गीली गीली ये अब आंखे
छूपाऊं भी तू कैसे............................
कीर्ती वैध्या
30 July 2007
हद है यार
हद होती है यार
मैं तुम्हारे आगे पीछे दोडू
ओर तुम बोलो,थोड़ा सांस ले लो,
रुक गयी, मेँ हस्पताल ना ले जाऊंगा........
अजीब बात है यार
मैं तुम्हारे लिये खीर बनाऊ
और तुम बोलो, अरे तुम मीठा मत खाओ,
मोटी हो गयी, मैं तुम्हे पहचानूँगा केसे.............
आज तो ग़ुस्सा आ गया यार
मैं तुम्हारे लिये लाल कुरता सीया
और तुम बोलो, बड़ा दील फेंक रंग चुना,
नाराज़ ना होना, आज मुझ कोई ओरे चुरा ले तो......
अब तो कभी बात ना करूं
मैं तुम्हे जलाने के लिये कहानी गडू
और तुम बोलो,वाह तुमहारी शादी है
मुबारक हो, तुमहारी ख़ुशी मैं भी खुश हूँ...............
कीर्ती वैध्या.....
28 July 2007
KUCH KHAS
27 July 2007
KITAAB
Be-rang bandh kitaab ye
Dard bhara pitara ye
Sunharee panne jarrur
Par kale akhro se bhare
Jaise kaali be-raham raat
Ghup andhera yahaan
Cheekho, ansuoo ka jaam
Koshish na karo kabhi
Apne labo ko bheegane ke
Madhoshi gar cha gayi
Mujhe na kabhi pukarna
Mein to pehale he daffan
Iski jar-jar deewaro pey
Kuch surkh sukhe phool
Dharre iske beech mein
Sirf bachee inme yahan
Mere payar ke sisakti
Kuch dard bhari yadein........
Its me Keerti
पयार की पीड़ा
25 July 2007
KUSHI KE BAAD
20 July 2007
Kuch Aur Nahi
Ab mein akale kahan
Mantee hun ab durr nahi
Mere dil ke kareeb hai
Mere liye tu khas nahi
Badi anmool meri jaan hai
Teri har baat se inkaar nahi
Mujhe to sirf atbaar hai
Manna ke dost to mera
Kya uske aggey tu kuch aur nahi………its me keerti
Koi Aya Tha
Aaj mere ghar koi aya tha
Dabbe pao, meri aankhe band kar
Anjaane un soche khawb de gaya
Aainey ki dhool saaf kar
Mujhe meri kohyi pehchaan de gaya
Kuch silwattey zindagi ke
Unhe kiranne se laga gaya
Tazee khili juhi ho jaise
Mere shukhiyo ko mehka gaya
Nahi karne bandh ab darwaje
Nayi roshni koi dikha gaya…………….Its me Keerti
MAA
Sari ke fatte kone ko chupa
Tere liye naya kurta lana
Ek samay bhooka reh
Tere liye garam roti sekna
Nakuri kar ek ek paisa jode
Teri kitabey aur school fees bharna
Mandir se parsaad laa
Tere muh meethai keh dalna
Kitna laad se pala tujhe
Kya tujhe ye sab yaad aya
Jab tune kha..mujhese
Maa mein jaa reha hun
Ek naye des ek nayi naukri aur
Ek naya ghar basanne…
Ek baar to tune socha hota
Ab teri Maa ke pass namak ke saath roti bhi nahi…….its me keerti
19 July 2007
TUMHARA PAYAR
Itna payar tummne kyun diya
Aadat ho gayi ise nashe ki
Na ek din mile, na ho baat
Jadh maas ke tapti dhup banu
Mil jaye kabhi tu mujh se
Shraavan maas ke barish banu
Par gujarish hai ab tumse
Pus maas ke raat na banana
Kabhi durr jakkar mujhe se…..
Its Me Keerti
18 July 2007
NA TU MERA NA MEIN TERI
Na tu sajana na mein sajani teri
Phir kyun ye dil tujhe he pukarye
Sari raat to sapno mein aye
Pura din teri he bateye mujhe sataye
Na tu kanha na mein radha teri
Phir kyun ye dil tujhe he pujyee
Ek ek saans tera he naam rattye
Meri nazarye sirf tumhe he dhundey
Na tu chaand na mein chandni teri
Phir kyun ye dil tujhe he chahaye
Har lamha bas teri he yaad sataye
Har waqt dil rab se tumhe he mangey
Na tu mahiwaal na meri sohini teri
Phir kyun ye jaan tere liye phigley
Sari duniya ke rasme ruke rulaye
Par mujhe sirf tera he saath bhaye
Na tu kalam kalam na mein kaagaz teri
Phir kyun ye dil tujhe he payar karey
Meri khaniyo ka hissa baney
Sahi ban mere kagazo pey chahye.
Na tu phool na mein mahak teri
Phir kyun ye dil tujhe he bulaye
Koyal ban tere liye kuku
Bheege palko sey tujhe he pukaro
Na tu raag na mein raagani teri
Phir kyun ye dil tujhe he alaapey
Sabkuch feeka tere bina
Beraang lagey ye jeewan mera…….
Its me Keerti
Bhola
Apne maa –baap ka ladla,
Nanha saat saal ka bhola
Roj school jata hai
Kabhi khilone ki zid bhi karta hai,
Hanste khalte ghar ka ek khilta chanda….
Ek din khaber aye..
Bapu mara gaya ek durghatna mein,
Sara ghar bhikhar sa gaya,
Sab kuch jaise khatam ho gaya
Hansta khalta ghar ujaad gaya…..
Bhola ab bhi jata hai, school nahi
Apni maa ke saath, bankar “child labour”
Bhola ab bhi zid karta hai, khilone ki nahi
Apne pat ki bhook ko mitane ki…..
Its me Keerti
17 July 2007
TUM
Sukun bhara tera payar
Ruh tak bheegi ise ehsaas mein
Payse labo ke aas tum
Pani ki meethi boond tum
Sune diyo ke roshini tum
Kajal se thandak tum
Zindagi jeene ke kiran tum
Navjeewan ke jyoti tum
Likhne ke kalam tum
Ek payare se kaagaz tum
Sabkuch adhoora mera tere bin
Preet kya payar bhi tum…its me Keerti
JANE DO MUJHE
Suno kahan dekha hai mujhe
Mein to kabhi milti nahi
Mil bhi jao to bolti nahi
Ye kunsaa andaaz hai apka
Mujhe awaaj dey gumraah karo
Na uljhao mujhe ise terah se
Azaad kuhli fiza ki sathi mein
Cheknee do wadiyo mein
Kyun dete ho payar ka wasta
Na bheegao mujhe apne nami se
Apni mohabaat ke duhayee de
Na bandho mujhe kisi bandhan mein
Jane do mujhe ab yahan se
Maan jao ab ise sach ko
Jana he hai mujhe tujhe bhula
Juda hona hai kabhi na kabhi……………
ITS ME KEERTI
KEHNA HAI TUMSE
KUCH KEHNA HAI TUMSE
SUNO NA KUCH KEHNA HAI
EK AJNABI SA DARR REHTA HAI
MERE DIL KO GHERE REHTA HAI
KUCH SAWAAL MUJHSE PUCHTE HAI
JAWAB UNKE MUJHE TANG KARTE HAI
BHUT BADI EK ULGAAN HAI
EK BHI SIRA KHULTA NAHI HAI
NA BATAOO TO DARD YE BADTA HAI
BOLO TO SHAYAD TO RUTHTA HAI
AAJ SOCHA HAI MAINE BHI
KUCH HO JAYE , TUMSE SAB KEHNA HAI
MANA KI HUM SIRF DOST HAI
PAR MUJHE SIRF TUMSE PAYAR HAI…………
ITS ME KEERTI
16 July 2007
नीमंत्रण पत्र
चीर्पिरिचत सा नाम लीखा
याद या मामा घर से आया
कुछ बरस चली गयी पीछे
नन्हा सा मुन्ना, गोद ले घुमू
कभी सकूल तो कभी बाज़ार ले जाऊ
संग बेठे कभी गीत गाये
कभी छुप छुप इमली खाये
कभी उसका मुह बंद कर रोना रोकु
पढाते पढाते मारू जब उसे
खुद हे रोने बेठ जाऊ
उसे कभी फ़र्क ना पडे
ना जाने कब हम दूर हुए
जीवन चकर में फंसे कुछ उलझे
कई साल यूँही बीत गए
निमन्त्रण देख याद आया
अपना भी इक छोटा भाई है
जीसका कल वीवाह है
बीन इक पल गवाये
दफ्तर में अर्जी दे
कुछ यादे कुछ अपना समान समेटे
आखरी बस पकड़, चल पडी
अपने मामा के घर
कुछ पुराने कुछ नए रीश्ते जोड़ने...........
कीर्ती वैदया
कांच के टुकड़े
रोज एक नया दर्दे -दील लाए
समेटने की कभी जब करुँ कोशीश
हाथ क्या यह दील भी जख्मी होए
हर टुकडा एक सीस्क्ती दास्ताँ का हिस्सा
आंखो को भी पीघ्ला जाय
वो तो जुदा हो गया अब इन्हें कैसे रुकसत करू
अब तो टुकड़े इक हीस्सा मेरी सुनी त्नहाहीयो का...............
कीर्ती वैद्या
14 July 2007
फुर्सत
मैंने पुछा और भाई केसे हो, आज केसे टकरा गए
हमसे मीले तो ज़माने हो गए................
कुछ गंभीरता से अपना चश्मा सम्भाल बोला
आजकाल मेरी माँग कुछ कम है
कोई मुझे पूछता कहॉ है
जब कीसी का दरवाजा खटखटकाऊ
जवाब मीले इतवार आना
आज ब्डे काम है.............
अरे हाँ दोस्त, मुझे भी इतवार तेरा इंतज़ार रहता है............
"फुर्सत" ने एक जोर का कश भरा
यार इतवार भी गया था
जवाब मीला आज भी समय नही है
घर के कुछ छोटे मोटे काम पडे
फीर कभी हो तो चले आना
आज हमे माफ़ करना..............
हा हा, मैं हंस दीया
अच्हा हाँ, ऐसा तो अपना भी हाल है
खेर फीर कभी मील बेठे चाय पीय्गे
आज तो मुझे भी कुछ जर्रुरी काम है
ऐसा केह , मैंने भी "फुर्सत" से मुँह मोडा..........
सच "फुरसत" तो यंही है पर हममे ही "फुरसत" नही ..............
कीर्ती वैदया