13 July 2007

" Mein aur Choodiya"



Mein aur meri choodiyaa
Aaj bhi tera Intzaar karti han
Jo rang tune bhare mujhme
Woh raang choodiyaa dikha
jalati-chiddati hai mujhe
Teri batoo ki khanak
ab choodiyo mein sun te hun
Payar to apna toot gaya
Par choodiyaa sambhalti hun
Aa jaye kabhi to laut kar
dikha teri yeh nishaani
Dikha apne payar ki wafa
Tod deni yeh choodiya han
Haan ek baa aja mude kai
Mein aur meri choodiya
aaj bhi teri raha dekh rahi ha.....Its me Keerti

No comments: