13 July 2007

“Intzaar”


Sahil to ase he intzaar karta hai
Woh mauj kabhi wapis nahi atti

Jo kahi takrra kar chali jati hai

Uske dil mein apna ghar

Kuch al ko bana jati hai
Haan par ek baat to hai
Kabi koi aur mauj takrra jaye
Apni usse mauj ka dard yaad atta hai.

Usse phir pass lane ki aas mein

Woh har rooj uska intzaar karta hai..

Yeh jaan kar bhi bita pal

Ab na lotega ab na ayega

Phir bhi ussi ko dhundta

Ussi ka hokar reh jata hai…….Keerti

No comments: