13 July 2007

“chali jaungi”

Chali jaungi ek din tumse badi dur,

Kho jaungi ek din ise duniya se dur

Tab mujhe mat tum dhundhna

Meri yaad mein mat aankhe bharna

Sara dard to tumhara diya he hai

Phir ab kis baat ka tadapna

Kaal se ab tum meri rah mat dekhna

Na ab koi milne ayega na ab koi satayega

Acha hai ab tum azad ho aur mein bhi

Ab chain ki saans lena jab meri saans band hogi

Its me Keerti

No comments: