KATHGHARE MEIN KHADI EK LAASH
SANKDO SAWALO KE BOCHAAR
KYUN, ANEY HE SINDOOR KA
KIYA BEDARDI SE KHOON.................
LASH JORO SE HANSI,
CHARO AUR SNATA CHAYA
EK SAANS MEIN JO VO BOLI
SUNIYE AAP BHI USKEY ALFAAZ.......................
ATHRHA BARAS KE THE JAB
BIN PUCHEY THAMAYI GAYI
EK AJNABI KE HAATH DOR
SHAYAD YE EK RASAM RIWAAZ
PUREY BARAH SAAL USKEY AANGAN
KATHPUTLI BAN NACHTI RAHI
BADLEY MILTA TRISKAAR
AUR DIN KE DO SUKHI ROTI
MANA KE MIEN GHAR KE BAHU
JISKA NA APNA KOYI ASTITAV
PAR EK APNA VAJOOD TO HAI
MANJOOR NAHI THA JINDA JALNA
HAAN, UTHAYA MAINE EK BEDARD KADAM
APNEY ATYACHARO KA LIYA BADLA
JO MUJHEY ZALANA CHAHTA THA, USEY MEINE HE
UTHA DIYA ISE DUNIYA SEY
HAAN MANTI HUN AB YE BAAT
SADI BARSO PURANI MEIN EK LAASH
EK BAAR FIR MUJHEY MAAR DO
AB PARVAH NAHI CHAYEE TU JINDA ZALA DO...........
KEERTI VAIDYA
4 comments:
Wah Wah Keerti, jesa naam wesa ki kaam,
agar mey tumhari tulna kisi devi ya durga sey karu, to wo devi hi choti pad jaye tumharye samney.......
U r great.......aur dhanaya tumharey mom/dad jinhoney tumko esey sanskar diye......................
gud ji gud, aaj mere sarey shabd bhi chotey padtey huye partit ho rahey he, in tumhari tareef mey....
Hi there,
Very nice thoughts.Keep it up.
Cheers,
Aman....
kirti i read your poem helf but i will read it completly afters some days . but how much i read is excellent \""tum bhut achaaa likhti ho.pata nahin kyun, per acha likhti ho." carry on my email id-ilike_2007Arediffmil.com
and my own site is http://dnu.tripod.com,http://dnu.tripod.com/newmusic and http://dnu.tripod.com/rubruoldmusic and http://musicwithdinu.wordpress.com
haan par didi mujhe aisa lagta hai ki isko prerit karne wale rang mein likhna th aapko jaise ki,
jalti aag se tarabatar,bhagti madad ko idhar udhar,
roti bilkhti chikti chilati,pukar rahi thi woh,
na jane kab tak hum samaj ke naam par yeh karte rahenge,
kabtak yeh jinda insan, sirf jinda sharir ban jalte rahenge,
kab tak hum mard hone ka ghamand mankar jeeyenge,
kab tak hum bekasur nari ka khoon payenge.
(maaf kijiyega aap mujhse bahut upar hai par yeh bindu mujhe itna chuta hai har baar ki main apne aapko rok na saka)
Post a Comment