Roz meri ye ankhey, teri ankhoo mein
Vo pehalye jaisa meetha payar dundhti hai
Khamosh sey mohabaat ke vo zasbaat
AAj bhi tere dil mein dhundhti hai
Tere Hatho ka narm apna sa sparsh
Teri bahoo mein aa aaj bhi dhundti hai
Tere sang gujrey barsaat key vo lamhey
Aaj bhi barsat mein bheeg, tujhey dhundti hai.............
Its me Keerti Vaidya
3 comments:
Keerti, all ur poems have something in common.. cant understand that but there is certainly a thing which is not so apparent but still exists.
Nice Keerti Good One...........
arj kiya he ...........
Aapse Dur Bhala Hum Kaise Reh Paate,Dilse Aapko Kaise Bhula Paate,
Kaash Ki Aap Saanso Ke Alava AAine(mirror) Me Bhi Base Hote,
Khud Ko Dekhte To Aap Hi Nazar Aate.
eK sahiL
जिसको ढ़ूंढ़ रहे थे वह मिला ?
अच्छे भाव हैं कीर्ति जी..
Post a Comment